Monday, June 27, 2011

pyar ki dunia roj basai ni jati

unki yad bhulayi ni jati
ye dil ki dolat roj lutayi ni jati
kis muh se khte hai ki unko bhul jaye
ye pyar ki dunia hai roj basai ni jati

Saturday, June 25, 2011

RISHTA

RISHTA ek lamha nahi jo ab hai phir nahi
rishta ek sapna nahi hai jo aaj hai kal nhi
rishta to  ek  pyar hai
jiske bina zindgi or zindgi k bina hum ni

Friday, June 17, 2011

DOOSRO KA GAM MITANA SIKH LE

Koi rat poonam to koi hai amavasya
chandni usi ki hai jo chand ko ana sikh le
you to sabhi aye hai rote huye jahan main
par sara jahan usi ka hai jo muskurana sikh le
kuch bi najar na aaye andhere main rah kar
roshni hai uski jo shama jalana sikh le
har gali main hai mandir har rah main maszid hai
par ishwar usi ka hai jo sir jhukana sikh le
har seene main hai dil har dil main pyar hia
pyar milta hai use jo dil lagana sikh le
khushi ki talash main jindgi gujar jati hia
par khushiya usko milti hai,JO DOOSRO KA GAM MITANA SIKH LE

USE CHATE REHNA ACHA LAGTA HAI

USKE bin chup chup rehna acha lagta hai
khamoshi main ek dard ko sahna acha lagta hai
jis hasti ki yad main aansu bahate hai
samne uske kuch na khna acha lagta hai
milkar use bichad na jaye darte rehte hai
isliye bus door hi rehna acha lagta hai
ji chahe sari khushiya lakar de du
uske pyar mian sab kuch khona acha lgta hia
uska milna na milna kismat ki bat hai
pal pal uski yad main rona acha lagta hai
uske bina sari khushiyan aajib si lagti hai
ro ro kar sona acha lagta hai
humse mohabat ki numayi-she na ho saki
bus itna jante hai ki use chate rhna acha lgta hai

SANSO KO USKI JARURAT HAI TO HAI

Wo nimera magar use mohabat hai to hai
ye agar rasmo riwajo se bagawat hai to hia
sach ko maine sach khajab,kah dia to kh dia
ab jamane ki najar main main ye himakat hai to ye
pyar ban k dushmano sa satata hai mujhe
phir bhi us jalim pe marnaapni fitrat hia to hai
kab kha maine ki wo mil jaye mujhe
uski baho mian dam nikle itni si harat hai to hia
sath hai to jinda hou abhi
meri sanso ko uski jarurat hai to hai

AANE KA WADA TO KAR.....

Tanha si jindgi main tanha hai har rasta
dosto yaro se jaise chouta ho wasta
sabhi hai sath par na jane kis ki kami hai
itni khushi main bhi na jane kaisi ye gami hai
q atjhad main bhi savan ka intejar karta hou?
q har ghadi sirf tera hi intejar karta hou?
tu kaun hai ? kha hai? in sb se anjan hou
kya teri tarah main bhi tera arman hou
tu na aa magar aane ka wada to kar
is andheri si jindgi main thoda sa ujala to kar
teri aas main na jane kab se na soya
teri hi yad main na jane kiktni dafa roya
ab aane ki khshi se mera gam aadha kar
TU NA MAGAR AANE KA WADA TO KAR......

UNKA KHAYAL AANE SE......

Tanhai jab mukadar main likhi thi,
to kya shiqayat apne begano se
hum mit gye unki chahat main
or wo baj ni aate hume aajmane se
humne dunia chod di unke khatir
or wo inkar kar gaye hume apnane se
agar khuda mile to mang lou use
mohabat hi mita de is jamane se
jinda lash kabhi dard mahsus ni krti
chalti thi humari sans unke aane se
HUMNE KABHI KUCH LIKHA NI THA SHOK SE
BUS KALAM CHAL PADI UNKA KHYAL AANE SE

JINDGI

JINDGI , JINDGI BHAR RUKI RAHI,MAUT KE LIYE
PAR MAUT EK PAL NA RUK SAKI,JINDGI KE LIYE